2 Line Shayari on Eyes in Hindi

2 Line Shayari on Eyes in Hindi | 2 लाइन शायरी ऑन आईज इन हिंदी में। नमस्कार दोस्तों! आज हम आपके लिए इस पोस्ट (2 Line Shayari on Eyes in Hindi) में कुछ खूबसूरत शायरी लेके आये हैं जो की आखों से सम्बंधित है। अगर आप भी प्यारी आखों से रिलेटेड शायरी ढूंढ रहे हैं तो आप सही जगह आये हैं। यहां आपको कई सारी खूबसूरत शायरी की लिस्ट देखने को मिलेंगे जिनको आप अपने दोस्त या पसंदीदा लोगों के साथ शेयर कर सकते हो।

2 Line Shayari On Eyes In Hindi | Shayari On Eyes In Hindi | Aankhen Shayari Hindi Mein | Best Hindi Shayari on Beautiful Eyes

तेरी आखों की यह नमी तेरे होठों का यह नशा,
इनमे खो ही जाओ तो मैं क्या कसूर है मेरा।

Teri Aakhon Ki Yeh Nami Tere Hothon Ka Yeh Nash,
Inme Kho Hi Jaau To Main Kya Kasoor Hai Mera.
(2 Line Shayari on Eyes in Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


सुकून की तलाश में तुम्हारी आँखों में झाँका था,
जब भी तेरी आँखों में झाँका मैं खुदको ही पता था।

Sukoon Ki Talaash Mein Tumhari Aakhon Mein Jhanka Tha,
Jab Bhi Teri Aakhon Mein Jhanka Main Khudko Hi Pata Tha.
(Shayari on Eyes in Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


होठों पर मुस्कान चेहरे पर नूर,
आपको देखो को दिल चाहता है आखों का क्या कसूर।

Hothon Par Muskan Chehre Par Noor,
Aapko Dekho Ko Dil Chaahta Hai Aakhon Ka kya Kasoor.
(2 Line Shayari on Eyes)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


आपकी आँखें उठी तो दुआ बन गई,
आपकी आँखें झुकी तो अदा बन गई।

Aapki Aakhein Uthi To Dua Ban Gayi,
Aapki Aakhein Jhuki To Dua Ban Gayi.
(2 Line Shayari in Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


नकाब में भी पहचान लेंगे तुमको हजारों के बीच,
तेरी आँखों से ही शुरू हुआ था इश्क हज़ारों के बीच।

Nakaab Mein Bhi Pehchaan Lenge Tumko Hajaaron Ke Bich,
Teri Aakhon Se Hi Shuru Hua Tha Ishq Hajaaron Ke Bich.
(Aankhen Shayari Hindi Mein)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


वो बोलते रहे और हम उनको सुनते रहे,
जवाब आँखों में था वो ज़ुबान में ढूंडते रहे।

Woh Bolte Rahe Aur Ham Unko Sunte Rahe,
Jawaab Aakhon Mein Tha Woh Jubaan Mein Dhundte Rahe.
(Shayari On Eyes In Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


जब प्यार हो जनाब,
आखें सब कह जाती हैं।

Jab Pyaar Ho Janaab,
Aakhein Sab Keh Jaati Hain.
(Shayari On Eyes In Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


खुलते हैं मुझ पे राज कई इस जहान के,
उसकी हसीन आँखों में जब झाँकता हूँ मैं।

Khulte Hain Mujh Pe Raaj Kai Iss Jahaan Ke,
Uski Haseen Aakhon Mein Jab Jhankta Hu Main.
(Best Shayari On Eyes In Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


सामने ना हो तुम तो तरसती हैं आँखें,
कुछ यूँ तेरी याद में बरसती हैं आँखें।

Saamne Na Ho Tum To Tarasti Hain Aakhein,
Kuch Yun Teri Yaad Mein Barasti Hain Aakhein.
(Aankhen Shayari Hindi Mein)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


आंखे देखती ही नहीं बाते भी करती हैं,
खामोश शब्दों से इशारों में कहती हैं।

Aakhein Dekhte Hi Nahi Baate Bhi Karti Hain,
Khamosh Shabdon Se Ishaaron Mein Kehti Hain.
(Aankhen Shayari Hindi Mein)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


ढूंढते क्या हो आँखों में कहानी मेरी,
खुद में खोये रहना तो आदत है पुरानी मेरी।

Dhundte Kya Ho Aakhon Mein Kahaani Meri,
Khud Mein Khoye Rehna To Aadat Hai Puraani Meri.
(Best Aankhen Shayari Hindi Mein)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


ये जो नज़रों से तुम मेरे दिल पर वार करते हो,
करते तो ज़ूल्म हो साहिब मगर कमाल करते हो।

Yeh Jo Nazaron Se Tum Dil Par Vaar Karte Ho,
Karte To Zulm Ho Saheb Magar Kamaal Karte Ho.
(Shayari on Eyes for Girlfriend and Wife)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


प्यार के फूल खिलते हैं तेरी मदहोश आंखों में,
जहां देखे तू एक नजर वहां खुशबू बिखर जाए।

Pyaar Ke Phool Khilte Hain Teri Madhosh Aankhon Mein,
Jahaan Dekhe Tu Ek Najar Wahaan Khushaboo Bikhar Jaye.
(Shayari on Eyes for Girlfriend and Wife 2023)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


तेरी निगाह दिल से जिगर तक उतर गई,
दोनों को ही एक अदा में रज़ामंद कर गई |

Teri Nigaah Dil Se Jigar Tak Utar Gayi,
Dono Ko Hi Ek Adaa Mein Razamand Kar Gayi.
(Shayari Collection for Facebook Status)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


दिल तो यूँ ही बदनाम है,
इश्क़ की शुरुआत तो आँखों से ही होती है।

Dil To Yun Hi Badnaam Hai,
Ishq Ki Shuruaat To Aakhon Se Hi Hoti Hai.
(Shayari Collection for Facebook Status)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


वक़्त का क्या है गुजरता है गुजर जाएगा,
लेकिन आँखों से दूर न हो दिल से उतर जाएगा।

Waqt Ka Kya Hai Gujarta Hai Gujar Jaayega,
Lekin Aakhon Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaayega.
(Best Shayari Collection for Facebook Status)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


Also Read :- 2 Line Romantic Shayari in Hindi

पैगाम लिया है कभी पैगाम दिया है,
आँखों ने मोहब्बत में बड़ा काम किया है।

Paigaam Liya Hai Kabhi Paigaam Diya Hai,
Aankhon Ne Mohabbat Mein Bada Kaam Kiya Hai.
(Shayari On Eyes In Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


गवाह है तेरी नजरें तेरी मुहब्बत का,
तू लाख चाहे होठों से इंकार कर ले।

Gawaah Hai Teri Najarein Teri Mohabbat Ka,
Tu Laakh Chaahe Hothon Se Inkaar Kar Le.
(Shayari On Eyes In Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


हम ना आँख झुका कर ना आँख दिखा कर,
हम सीधा आँख मिला कर आपसे प्यार की बात करेंगे।

Ham Na Aankh Jhuka Kar Na Aankh Dikha Kar,
Ham Sidha Aakh Mila Kar Aapse Pyaar Ki Baat Karenge.
(Best Shayari On Eyes In Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


कैद खानें हैं बिन सलाखों के,
कुछ यूँ चर्चे हैं तुम्हारी आँखों के।

Kaid Khane Hain Bin Salakhon Ke,
Kuchh Yun Charche Hain Tumhari Aankhon Ke.
(Nigah Shayari)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


तेरी आँखों में बहुत गहराई है,
पर आशिक़ो के लिए यह तबाही है।

Teri Aankho Me Bahot Gahrai Hai,
Par Aashiqo Ke Liye Yeh Tabahi Hai.

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


जो सूरुर है तेरी आँखों में वो बात कहां मैखाने में,
बस तू मिल जाए तो फिर क्या रखा है ज़माने में।

Jo Soorur Hai Teri Aankhon Mein Vo Baat Kahaan Maikhane Mein,
Bas Tu Mil Jaye To Phir Kya Rakha Hai Zamane Mein.
(Urdu Shayaris in Hindi Words on Eyes)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


अब तक मेरी यादों से मिटाए नहीं मिटता,
भीगी हुई इक शाम का मंज़र तेरी आँखें।

Ab Tak Meri Yaadon Se Mitaaye Nahi Mitta,
Bheegi Hui Ek Shaam Ka Manzar Teri Aakhein.
(Urdu Shayaris in Hindi Words on Eyes)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


अपनी आँखों से हमारी आखें मिला कर तो देखो,
कभी हमारे दिल से तुम दिल लगा कर तो देखो।

Apni Aakhon Se Hamaari Aakhein  Mila Kar To Dekho,
Kabhi Hamaare Dil Se Tum Dil Milaakar To Dekho.
(Best Hindi Shayari on Beautiful Eyes)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


ख़ुदा बचाए तेरी इन मस्त आँखों से,
फ़रिश्ते भी बहक जायें आदमी क्या है।

Khuda Bachaye Teri In Mast Aankhon Se,
Farishte Bhi Bahek Jayne Aadmi Kya Hai.
(Best Hindi Shayari on Beautiful Eyes)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


कोई आँखों से बातें करता है,
कोई आँखों से मुलाकाते करता हैं।

Koi Aakhon Se Baatein Karta Hai,
Koi Aakhon Se Mulaqaate Karta Hai.
(Hindi Shayari on Beautiful Eyes)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


आँखें बयान कर देती है दिल की दास्तान,
मोहब्बत लफ्जों की मोहताज नहीं होती।

Aakhein Bayaan Kar Deti Hai Dil Ki Dastaan,
Mohabbat Lafzon Ki Mohtaaj Nahi Hoti.
(attitude shayari on eyes in hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


जब आपने नज़र से नज़र जब मिला दी,
हमारी ज़िन्दगी झूमकर मुस्कुरा दी।

Jab Apne Nazar Se Nazar Jab Mila Di,
Hamaari Zindagi Jhumkar Muskura Di.
(attitude shayari on eyes in hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


एक नज़र फेर ले जीने की इजाजत दे दे,
रुठने वाले वो पहली सी मोहब्बत दे दे।

Ek Nazar Fer Le Jeene Ki Ijaajat De De,
Ruthne Wale Woh Pehli Si Mohabbat De De.
(funny shayari on eyes in hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


जो बातें उनकी आँखों से बयां होते हैं,
वो किसी लफ्ज़ शायरी में कहाँ होते हैं।

Jo Baatein Unki Aakhon Se Bayaan Hote Hain,
Woh Kisi Lafz Shayari Mein Kahaan Hote Hain.
(funny shayari on eyes in hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi


तुम्हें देखने के लिए उठती हैं,
मिलते ही नज़र यह झुकती हैं।

Tumhein Dekhne Ke Liye Uthati Hain,
Milte Hi Nazar Yeh Jhukti Hain.
(Latest Aankhein Shayari in Hindi)

2 Line Shayari on Eyes in Hindi

Also Read :- Happy Holi Shayari In Hindi

2 thoughts on “2 Line Shayari on Eyes in Hindi”

Leave a Comment