Zindagi Shayari In Hindi

Zindagi Shayari In Hindi – ज़िन्दगी शायरी हिंदी मे। ज़िन्दगी मै हर दिन एक खूबसूरत यात्रा है जिसे पूरी तरह से अपनाया जाना चाहिए, लेकिन इसका मतलब यह नहीं है कि आप दिन के हर पल को जीने के लिए तैयार हैं। कभी-कभी आपको एक अनुस्मारक की आवश्यकता होती है कि जीवन सुंदर है। Zindagi Shayari In Hindi

हम आज आपके लिए Zindagi Shayari In Hindi लेके आये है। प्रेरक विचार हिंदी में फोटो के साथ प्रस्तुत कर रहे हैं, ये विचार आपके जीवन को प्रेरित करेंगे। इसमें दिए गए सभी Zindagi Shayari In Hindi को ध्यान से पढ़ें और उन्हें समझने की पूरी कोशिश करें। Zindagi Shayari In Hindi जीवन के सुनहरे विचार हिंदी और अंग्रेजी में है। इस पोस्ट में आपको मिलने वाले हैं जो आपको लाइफ में आगे बढ़ने के लिए और अपने आपको मोटीवेट रखने के लिए हेल्प करेंगे। आस है की आप सबको हमारे Zindagi Shayari In Hindi पसंद जरूर आएंगे।

आपको हमारी वेबसाइट पर इसी तरह के कई सारे शायरी, थॉट्स और कोट्स आदि मिलेंगी जिनको आप पढ़के अपने प्रियजनकों के साथ शेयर कर सकते हो। Zindagi Shayari In Hindi Status, Zindagi Shayari In Hindi for whatsapp, Zindagi Shayari In Hindi Font, Zindagi Shayari In Hindi, Zindagi Shayari In Hindi in picture, Zindagi Shayari for Zindagi in Hindi, Zindagi shayari in english, Zindagi shayari english, Zindagi shayari image, love is Zindagi shayari, Zindagi shayari in english hindi, ghalib shayari on zindagi, my Zindagi shayari, Zindagi shayari 2 line.

 

Zindagi Shayari In Hindi – ज़िन्दगी शायरी हिंदी मे।

 

ज़िन्दगी मैं चलता एक तराना है
जहा लोग हस्ते है तुम्हारे नाकामयाबी पर,
तो सफलता पर वही लोगो ने ताली बजाना है।

Zindagi Main Chalta Ek tarana Hai
Jaha Log Haste Hai Tumhare Nakamiyabi Par,
To Safalta Par Wahi Logo Ne Taali Bajana Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

यह ज़िन्दगी है जनाब
सब कुछ सीखा जाती है,
हसी खुसी दुःख सुख मैं
पूरी उम्र निकल जाती है.

Yeh Zindagi Ha Janaab
Sab Kuch Sikha Jaati Hai,
Hasi Khusi Dukh Sukh Main
Puri Umar Nikal Jaati Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

नाव चक्कू चलाने से भी पार होती है,
सिर्फ लेहरो से नहीं
उम्मीद रखना है तो खुद से रखो,
गैरों से नहीं

Naav Chakku Chalaane Se Bhi Paar Hoti Hai,
Sirf Rehro Se Nahi
Umid Rakhna Hai To Khud Se Rakho,
Gairon Se Nahi.

Zindagi Shayari In Hindi


 

बस खेलने की मस्ती
ना ही किसी काम के टेंशन का मारा था,
कहा आ गए इस समझदारी के दलदल मे
वह नादान बचपन भी कितना प्यारा था।

Bas Khelne Ki Masti
Na Hi Kisi Kaam Ke Tension Ka Mara Tha,
Kaha Aa Gaye Iss Samajhdaari Ke Daldal Mai
Woh Nadaan Bachpan Bhi Kitna Pyaara Tha.

Zindagi Shayari In Hindi


 

हर कोई इंसान आपकी ज़िन्दगी मैं 
यूँ ही नहीं आता 
कई लोग प्यार देने आते है तो कई सीख।

Har Koi Insaan Apki Zindagi Main
Yun Hi Nahi Aata
Kai Log Pyaar Dene Aate Hai To Kai Seekh.

Zindagi Shayari In Hindi


 

यहाँ हर कोई ज़िन्दगी से परेशान है
और सबको शिकायत है वही,
ज़िन्दगी के सीख से किसको है मतलब
सही कहते है ज़िन्दगी को समझना 
सुरुवात मैं हर किसी की बात नहीं।

Yaha Har Koi Zindagi Se Pareshaan Hai
Aur Sabko Shikayat Hai Wahi,
Zindagi Ke Seekh Se Kisko Hai Matlab
Sahi Kehte Hai Zindagi Ko Samajhna
Suruwat Main Har Kisi Ki Baat Nahi.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी के दिए सीख मे कुछ
यूँ खो गया हूँ,
पहले मैं कुछ और था
अब कुछ और हो गया हूँ।

Zindagi Ke Diye Seekh Mai Kuch
Yun Kho Gaya Hun,
Pehle Main Kuch Aur Tha
Ab Kuch Aur Ho Gaya Hu.

Zindagi Shayari In Hindi


 

रब का सुक्रिया
इस सीख के लिए,
की भरोषा खुद पर रखो औरो पर नहीं
इस चीज़ के लिए।

Rab Ka Sukriya
Iss Seekh ke Liye,
Ki Bharosha Khud Par Rakho Auro Par Nahi
Iss Chiz Ke Liye.

Zindagi Shayari In Hindi


 

आँखों मे आंसू
होठों पर मुस्कान,
क्या बात है ज़िन्दगी
यह है तेरी पहचान.

Aankhon Mai Aasun
Hothon Par Muskaan,
Kya Baat Hai Zindagi
Yeh Hai Teri Pehchan.

Zindagi Shayari In Hindi


 

खुदा करे ज़िन्दगी में
यह मकाम आये,
तुझे भूलने की दुआ करूँ

और दुआ में तेरा नाम आये.

Khuda Kare Zindagi Mein
Yeh Makaam Aaye,
Tujhe Bhulne Ki Dua Karun

Aur Dua Mein Tera Naam Aaye.

Zindagi Shayari In Hindi


 

अगर आप चाहते हैं कि जीवन आप पर मुस्कुराए,
तो पहले इसे अपना अच्छा मूड दें।

Agar Aap Chahte Hain Ki Jeevan Aap Par Muskuraye,
To Pehle Isse Apna Achha Mood Dein.

Zindagi Shayari In Hindi


 

कहां ले आया ये जिंदगी
जहां जीने का ठिकाना तक ना रहा,
कहां देखा था वे सपना
जहां मंजिल का रास्ता तक ना रहा।

Kahan Le Aaya yeh Zindagi
Jahan Jeene Ka Thikana Tak Na Raha,
Kahan Dekha Tha Weh Sapne
Jahan Manjeel Ka Rasta Tak Na Raha.

Zindagi Shayari In Hindi


 

जहा रोटी खाने के लिए 
सब परिवार एक साथ होते थे,
आज वही रोटी कमाने के लिए
सबको अलग अलग रहना पढता है।

Jaha Roti Khaane Ke Liye
Sab Parivaar Ek Sath Hote The,
Aj Wahi Roti Kamaane Ke Liye
Sabko Alag Alag Rehna Padhta Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

हमारा जीवन हमारे प्रमुख
विचारों का परिणाम है।

Hamara Jeevan Hamaare Parmukh
Vichaaron Ka Parinaam Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी के किरदार को ऐसे निभाओ कि,
‪परदा गिरने‬ के बाद भी ‪तालीयाँ‬ बजती रहे।

Zindagi Ke Kirdaar Ko Ese Nibhaao Ki,
Parda Girne Ke Baad Bhi Taaliyan Bajti Rahe.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी मे लोग आजकल 
मौसम की तरह हो गए है,
समय समय पर सब बदल जाते है।

Zindagi Mai Log Aajkal
Mausam Ki Tarah Ho Gaye Hai,
amay Samay Par Sab Badal Jaate Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

यह जीवन का एक पढ़ाओ है
ज़िन्दगी की कोई खता नहीं,
यहाँ लोग कब बदल जाते है
किसीका कुछ भी पता नहीं।

Yeh Jeevan Ka Ek Padhao Hai
Zindagi Ki Koi Khataa Nahi,
Yahaan Log Kab Badal Jaate Hai
Kisika Kuch Bhi Pata Nahi.

Zindagi Shayari In Hindi


 

कुछ ऐसे चलो ज़िन्दगी मैं की
तुमसे ज्यादा सफलता को तुम्हारे पास आने के लिए उत्सुक्त हो।

Kuch Ese Chalo Zindagi Main Ki
Tumse Jyada Safalta Ko Tumhare Pass Aane Ke Liye Utasukta Ho.

Zindagi Shayari In Hindi


 

झूठ कहते है लोग की
जितनी चादर हो उतना ही पैर पसारना,
अगर सफल होना है तो
चादर को बड़ा करना ही पढता है।

Jhooth Kehte Hai Log Ki
Jitni Chaadar Ho Utna Hi Per Pasaarna,
Agar Safal Hona Hai To
Chaadar Ko Bada Karna Hi Padhta Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

अपने ज़िन्दगी के सफर मे
कई सीख ज़िन्दगी से सीखता हु,
हु मैं एक साधारण शायर लेकिन
साधारण शब्दों से ही गहरी शायरी लिखता हु।

Apne Zindagi Ke Safar Mai
Kai Seekh Zindagi Se Sikhta Hu,
Hu Main Ek Sadharan Shaayar Lekin
Sadharan Shabdon Se Hi Gehri Shaayari Likhta Hu.

Zindagi Shayari In Hindi


 

अच्छे कर्मो का फल सबको एक न एक दिन मिल ही जाता है
बस सही समय का इंतज़ार करना होता है।

Achhe Karmo Ka Phal Sabko Ek Na Ek Din Mil Hi Jata Hai
Bas Sahi Samay Ka Intzaar Karna Hota Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

लोग दूसरो की बातो पर ज्यादा ध्यान देते है,
इसलिए सफल नहीं हो पाते।

Log Dusro Ki Baaton Main Jyada Dhyaan Dete Hai,
Isiliye Safal Nahi Ho Paate.

Zindagi Shayari In Hindi


 

चाहे हो जाओ कितने भी कामियाब
लेकिन अपने पुराने वक्त को कभी नहीं भूलना चाहिए
जहा से तुमने शुरू किया था।

Chaahe Ho Jaao Kitne Bhi Kamiyaab
Lekin Apne Puraane Waqt Ko Kabhi Nahi Bhoolna Chahiye
Jaha Se Tumne Suru Kiya Tha.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी मैं अपने पसंदीदा काम
करते रहना चाहिए
क्युकी आपको कही सफलता
तो कही सिख मिलती है।

Zindagi Main Apne Pasandida Kaam
Karte Rehna Chahiye
Kyuki Apko Kahi Safalta
To Kahi Sikh Milti Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

लालच अच्छी बला है
अगर वह तुम्हे सफलता की ओर ले जाती है तो।

Laalach Achhi Balaa Hai
Agar Woh Tumhe Safalta Ki Or Le Jaati Hai To.

Zindagi Shayari In Hindi


 

अच्छे विचार और कर्म आप मे होने चाहिए
क्युकी इनसे ही आपको इज़्ज़त और पहचान मिलती है।

Acchhe Vichaar Aur Karm Ap Mai Hone Chahiye
Kyuki Inse Hi Apko Izzat Aur Pehchaan Milti Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

खुदको दूसरों से कमज़ोर समझना आपकी
सबसे बड़ी गलती हो सकती है।

Khudko Dusron Se Kamzor Samajhna Apki
Sabse Badi Galti Ho Sakti Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

दोस्त बड़ी सोच रखो
सुना है छोटी सोच इंसान को
आगे बढ़ने से रोकती है।

Dost Badi Soch Rakho
Suna Hai Chhoti Soch Insaan Ko
Aage Badhne Se Rokti Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

बुराई कितनी भी बड़ी क्यों न हो
अच्छाई के सामने हमेशा छोटी ही रहती है।

Buraai Kitni Bhi Badi Kyu Na Ho,
Achhai Ke Saamne Hamesha Chhoti Hi Rehti Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

दिन ख़तम होने के बाद 
शाम को एक ख्याल आया है,
तूने आज क्या है खोया और क्या है पाया 
ज़िन्दगी का यह सवाल आया है।

Din Khatam Hone Ke Baad
Shaam Ko Ek Khayaal Aaya Hai,
Tune Aaj Kya Hai Khoya Aur Kya Hai Paya 
Zindagi Ka Yeh Swaal Aaya Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी एक किताब है यह बहुत कुछ सिखाती है,
सुभे करते हैं सपने पुरे करने की सुरुवात,
तो शाम को कई सिख के साथ दिन निकल जाती है।

Zindagi Ek Kitaab Hai Yeh Bahut Kuch Sikhati Hai,
Subhe Karte Hai Sapne Pure Karne Ki Suruwaat,
To Shaam Ko Kai Sikh Deke Jaati Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी ही आपका असल शिक्षक है,
क्योंकि यह आपको लगातार सबक सिखाता है।

Zindagi Hi Aapka Asal shikshak Hai,
Kyuki Yeh Apko Lagataar Sabak Sikhata Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


For More :- Good Morning Image In Hindi Shayari

 

मंज़िल उन्ही को मिलती है
जिनके सपनो मे जान होती है,
सिर्फ पंख से कुछ नहीं होता
हौसलों से उड़ान होती है।

Manzil Unhi Ko Milti Hai
Jinke Sapno Mai Jaan Hoti Hai,
Sirf Pankh Se Kuch Nahi Hota
Hauslon Se Udaan Hoti Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

सिर्फ सांसे चलते रहने को ही ज़िन्दगी नही कहते,
आँखों में कुछ ख़वाब और
दिल में उम्मीदे होना भी जरूरी है।

Sirf Saasein Chalte Rehna Ko Hi Zindagi Nahi Kehte,
Aakhon Main Kuch Khawaab Aur
Dil Main Ummide Hona Bhi Zaroori Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

बचपन के इस ख्याल पर
अब बहुत हंसी आती है की,
बड़े होंगे तो जिंदगी
अपने हिसाब से जिएंगे।

Bachpan Ke Iss Khayaal Par
Ab Bahhut Hasi Aati Hai Ki,
Bade Honge To Zindagi
Apne Hisaab Se Jiyenge.

Zindagi Shayari In Hindi


 

इस दुनियां में सब एक जैसे नहीं होते,
कुछ आपके खिलाफ तो कुछ आपके साथ होते हैं।

Iss Zindagi Main Sab Ek Jaise Nahi Hote,
Kuch Apke Khilaaf To Kuch Aapke Sath Hote Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

जरूरी नही की हाथों को चूमकर
प्यार जताया जाए,
सच्चा हमसफ़र वो है
जो माथा चूमकर सीने से लगाये।

Zaroori Nahi Ki Haathon Ko Chumkar
Pyaar Jataya Jaaye,
Saccha Hamsafar Woh Hai
Jo Matha Chumkar Seene Se Lagaaye.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी जीने का मज़ा ही कुछ अलग होता है,
जब आपको प्यार करने वाला दोस्त
और प्यार बांटने वाला साथी मिलता है।

Zindagi Jeene Ka Maza Hi Alag Hota Hai,
Jab Apko Pyaar Karne Wala Dost
Aur Pyaar Baantne Wala Saathi Milta Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

दुआ करते है ज़िन्दगी मे यह मकाम आये,
खूबसूरत सी शाम हो और
उस शाम मे तेरा साथ मिल जाए।

Dua Karte Hai Zindagi Mai Yeh Makaam Aaye,
Khubsurat Si Shaam Ho Aur
Us Shaam Mai Tera Sath Mil Jaaye.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी मे मुस्किले सूरज की गर्मी की तरह 
क्यों ना हो,
लेकिन जीवन मे शाम का समय भी ज़रूर आता है।

Zindagi Mai Muskile Suraj Ki Garmi Ki Tarah
Kyu Na Ho,
Lekin Jeevan Mai Shaam Ka Samay Bhi Zaroor Aata Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

खुद पर यकीन होना चाहिए
गिराने के लिए तो बहुत लोग है।

Khud Par Yakeen Hona Chahiye
Giraane Ke Liye To Bahut Log Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

सुरुवात मे अकेला ही चलना पढता है मेरे दोस्त
कामियाब होने के बाद तो
लोगो का काफिला पीछे होता ही है।

Suruwat Mai Akela Hi Chalna Padhta Hai Mere Dost
Kamiyab Hone Ke Baad To
Logo Ka Kafeela Pichhe Hote Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

मुझे समझने के लिये
आपका समझदार होना ज़रूरी है,
सबके समझ मे आ जाएँ
इतने भी सस्ते नहीं है हम।

Mujhe Samajhne Ke Liye
Apka Samajhdaar Hona Zaroori Hai,
Sabke Samajh Mai Aa Jaye
Itne Bhi Saste Nahi Hai Ham.

Zindagi Shayari In Hindi


 

हमेशा हंसते रहिए एक दिन आपको,
परेशान करते करते जिंदगी भी थक जाएगी।

Hamesha Haste Rahiye Ek Din Apko,
Pareshaan Karte Karte Zindagi Bhi Thak Jaayegi.

Zindagi Shayari In Hindi


 

छोटी सी है ये जिंदगी लेकिन सपने बड़ी है,
दिल मै बहुत गम है लेकिन होंठो पे मुस्कान बड़ी है,
चाहे कदम हो छोटी लेकिन मंजिल तो बड़ी है।

Chhoti Si Hai Zindagi Lekin Sapne Badi Hai,
Dil Mai Bahut Gam Hai Lekin Hothon Par Muskan Badi Hai,
Chaahe Kadam Ho Chhoti Lekin Manjeel To Badi Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

जब से मैं आज में रहने लगा हूँ,
कल की फ़िक्र नहीं रहती है अब।

Jab Se Main Aaj Mai Rehne Laga Hun,
Kal Ki Fikra Nahi Rehti Hai Ab.

Zindagi Shayari In Hindi


 

अपने ही घर में मेहमान
बन कर आना जाना हुआ,
जब से शहर में शुरू कमाना हुआ।

Apne Hi Ghar Main Mehmaan
Ban Kar Aana Jaana Hua,
Jab Se Shehar Main Shuru Kamana Hua.

Zindagi Shayari In Hindi


 

कभी-कभी आपको सही जगह जाने के लिए
गलत मोड़ की तरफ जाना पड़ता है।

Kabhi-Kabhi Aapko Sahi Jagah Jaane Ke Liye
Galt Mod Ki Taraf Jana Padta Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

आप हमेशा असफलता से रास्ते मे मिल जाते है
सफलता के पास पहुँचने के पहले।

Aap Hamesha Asafalta Se Raste Mai Mil Jaate Hai
Safalta Ke Pass Pahunchne Se Pehle.

Zindagi Shayari In Hindi


 

मेहनत ऐसे करो की तुम पर सवाल करने वाले लोगो को
तुम्हारी सफलता चीख चीख कर जवाब दे।

Mehnat Ese Karo Ki Tum Par Sawaal Karne Wale Logo Ko
Tumhari Safalta Chikh Chikh Kar Jawaab De.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी मे इतने ठोकर खाये है की
चलने का सही तरीका सीखा दिया है ज़िन्दगी ने।

Zindagi Mai Itne Thokar Khaye Hai Ki
Chalne Ka Sahi Tareeka Sikha Diya Hai Zindagi Ne.

Zindagi Shayari In Hindi


 

खुदा करे सबके ज़िन्दगी में
यह मकाम आये,
सबके दिन की सुरुवात मुस्कान के साथ
और शाम खुशियों के साथ हो जाए।

Khuda Kare Sabke Zindagi Main
Yeh Makaam Aaye,
Sabke Din Ki Suruwat Muskan Ke Sath
Aur Shaam Khushiyon Ke Sath Ho Jaaye.

Zindagi Shayari In Hindi


 

दिल की चाहत है तुझको अपना बनाने की
हर सुबह साथ बैठ चाय और बिस्कुट खाने की।

Dil Ki Chaahat Hai Tumko Apna Banane Ki,
Har Subha Sath Baith Chai Aur Biscuit Khaane Ki.

Zindagi Shayari In Hindi


 

मेरे दोस्त अगर कल अच्छा चाहते हो तो,
आज से ही उसकी तैयारी करना सीखो।

Mere Dost Agar Kal Achha Chahte Ho To,
Aaj Se Hi Uski Tyaari Karna Sikho.

Zindagi Shayari In Hindi


 

आज हम है कल हमारी यादें होंगी
याद कर उन पल को,
उस वक़्त शायद आपकी
आँखों से भी बरसाते होंगी।

Aaj Ham Hai Kal Hamaari Yaadein Hongi
Yaad Kar Un Pal Ko,
Uss Waqt Shayed Apki
Aakhon Se Bhi Barsate Hongi.

Zindagi Shayari In Hindi


 

ज़िन्दगी बदलने के लिए लड़ना पड़ता है,
और आसान करने के लिए समझना पड़ता है।

Zindagi Badalne Ke Liye Ladna Padhta Hai,
Aur Aasan Karne Ke Liye Samajhna Padhta Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

जो कट जाती है उसे उम्र कहते हैं,
और जिसे जीते हैं उसे जिंदगी कहते हैं।

Jo Kat Jaati Hai Usse Umar Kehte Hain,
Aur Jisse Jeete Hai Usse Zindagi Kehte Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

जिंदगी आपको हमेशा एक नया मौका देती है,
और उससे हम कल कहते है।

Zindagi Apko Hamesha Ek Naya Mauka Deti Hai,
Aur Usse Ham Kal Kehte Hai.

Zindagi Shayari In Hindi


 

समझनी है ज़िन्दगी तो पीछे देखो,
और जीनी है ज़िन्दगी तो आगे देखो।

Samajhani Hai Zindagi To Pichhe Dekho,
Aur Jeene Hai Zindagi To Aage Dekho.

Zindagi Shayari In Hindi


 

जिंदगी ने मुझे एक चीज सिखा दी,
अपने आप में खुश रहना है तो
उम्मीद खुदसे रखो औरो से नहीं।

Zindagi Ne Mujhe Ek Chiz Sikha Di,
Apne Ap Main Khush Rehna Hai To
Ummid Khudse Rakho Auro Se Nahi.

Zindagi Shayari In Hindi


 

आधी ज़िन्दगी गुज़र दी हमने
पढ़ते पढ़ते और सीखा क्या,
बस दूसरों को नीचा दिखाना?

Aadhi Zindagi Guzaar Di Hamne
Padhte Padhte Aur Sikha Kya,
Bas Dusron Ko Nicha Dikhana?

Zindagi Shayari In Hindi


 

अगर पंछी किसी और के दाने के आदी हो जाए,
तो उन्हें आज़ाद कर देना चाहिए।

Agar Panchhi Kisi Aur Ke Daane Ki Aadi Ho Jaaye,
To Unhe Aazaad Kar Dena Chahiye.

Zindagi Shayari In Hindi

For More :- Mothers Day Quotes In Hindi

3 thoughts on “Zindagi Shayari In Hindi”

Leave a Comment